Hey everyone,
Bahut baar esa hota he ki hum nahi cahate ki facebook me chat karte waqt logo ko hamare seen karne ka pata na chale.
Sabke apne-apne reasons hote he 😉, jiske jo bhi reasons hote he likin ye trick specially muje bahut pasand he isi liye aaj me aapse ye trick share karne jaa raha hu ki "Facebook ka seen feature disable kese kare". To chaliye suru karete he aaj ka ye trick.

Facebook ka seen feature disable kese kare.
- Agar aap Google Chrome use karte he to aapko bas Chrome Web Store se ek extention add karna he.
- Jiska naam he Unseen.
- Fir waha se aapko " Add to Chrome" ke button pe click karna he.
Facebook Unseen |
- Add to chrome ke button ko click karte hi ye aapke Chrome browser pe add ho jaayega.
- Jab bhi aap Facebook pe chat kare to ise click kar ke activate kar le.
Disable Seen Feature in Mozzila Firefox
- Agar aap Mozzila Firefox browser use karte he to Mozzila ke Add-ons me jaaye.
- Or Unseen ke add-ons ko apne Mozzila browser me add kar le.
Add To Firefox |
- Yellow button(+ Add to Firefox) ko click kare ye automatically aapke Mozila browser me add ho jaayega.
Aapko agar humara ye post accha or fayedemand laga ho to please is post ko Facebook pe jaroor share kare or apne doston ko bhi jaroor bataaye.
Hasta la vista
Hey keep posting such good and meaningful articles.
ReplyDeleteबेहतरीन लेख .... तारीफ-ए-काबिल .... Share करने के लिए धन्यवाद...!! :) :)
ReplyDeletei am happy to see this post, very nice motivation post, keep it up, also keep me touch in your update always
ReplyDeleteThanks Very Good Article. http://www.helphindi.in
ReplyDelete